A2Z ONLINE SERVICES PVT. LTD. PRESENTS 75% OFF ON EVERY PRODUCT (PARTNERSHIP WITH AMAZON) T&C APPLY.

NOTIFICATION

WELCOME TO OUR WEBSITE HERE IS ALL TYPES OF MOD APPLICATION OR GAME FOR FREE, (BC FOR PUBG LITE IS PURCHGED ON CHEAF RATE WITH NO RISK FULLY TRUSTED) 18+ ADULT CONTENET IS HERE SO ONLY ADULT CLICK ON 18+ CONTENT AREA

Sep 26, 2020

Gmail Account कैसे बनाएं?

 Google Par Gmail Account Kaise Banaye or Internet Se Kaise Jude.

aap internet use karte hai aur aapka koi gmail account nahi hai to yeh bahut buri bat hai.Chalo aaj hum aapko gmail account banana sikhate hai. Gmail par account bana kar aap isi account se YouTube me log in kar paise kama sakte hai. YouTube se paise kaise kamaye iske liye yaha par click kare YouTube Se Paise Kaise Kamaye Video Upload Kar Ke?

create gmail account

Gmail Account Kya Hota Hai?

Gmail account ek aysi cheej hai jiske dwara aap kisi dusre gmail account wale ke pas msg bhej sakte hai. isme ek username hota hai or ek personal password hota hai. jinki sahayta se hum google ki site par log in kar sakte hai. isse hum youtube par bhi log in kar sakte hai..

abcd@gmail.com 

@Jumedeenkhan.com
Ab mai aapko aage gmail account banana sikha raha hu. aap bas mujhe follow kijiye.

Gmail Account Kaise Banate Hai

Gmail google ki hi ek service hai or isi liye ise google account bhi kahte hai. gmail account banana bahut hi simple hai. aapko bas itna karna hai ki ap mujhe follow karte rahe.

Agar aapko meri koi baat samajh nahi aati hai ya fir koi or probelm hai to is post par comment kare main aapki help jarur karunga.

Step 1:

  • Sabse pahle aap Gmail.com site par jaye.
  • Ab Create an Account par click kare.

Ab aapke pc me ek naya form ho jayega jisme aapko apni complete jankari bharni hai.

gmail sign up forum

  1. Isme aap apna first and last namr dale.
    (Exam- mera nam hai Jumedeen khan to mera first name Jumedeen or last name khan hua.
  2. USERNAME me aap apna khud ka name ya koi or name ya apne number bhi bhar sakte ho.
    magar aap isme wohi name bhar skate ho jo pahle kabhi bhi na bhare gaye ho>
    (Exam- man lo aapka name Rahul hai or Rahul USERNAME dalne par error aa raha ho to aap use thoda sa change kar lo jase : Rahul11, Rahul123, Rahulthegreart etc.)
  3. Ab PASSWORD me aapko ayse word bharne hai jo aap kabhi bhule nahi or sath hi kisi or ko pata bhi na chale. iske liye sabse behtar tarika mai aapko meri agli POST me batunga. filhal aap aysa kariye apne password me( ABC,123.!#*^^.aBc etc.) tarike ke dale yani ki word, number and spcial carracter dale or ha ye password aap achi tarah yaad rakh le taki aapko aage log in karne me problem na ho.
  4. Isme aapko apni birthday detail bharni hai. yaad rahe ye ek dam sahi bharni hai kyoki future me kabhi aapka account band hone par inki jarurat padti hai.
  5. Isme aap ko apna gendare bharna hai
    (Exam- agar boy ho to mail or girl ho to female)
  6. Isme aap apna mobile number bhare . jisse aap gmail account banana chahate hai.
  7. Isme upar diye gaye numbero ko achi taraha samajh kar bhar dijiye.
  8. Isme aap jis country ke bhi hai apni country ka name dal de.
  9. Gmail ki term of service and private policy ko teek kar de’
  10. Next par click kare.

Step 2:

Next par click karne ke baad aapke samne ek or new window open hogi.

verify accountAb aapko apna mobile number verify karna hai to Phone Number ki jgah par apna mobile number bhar do ye wohi number hone chahiye jo abhiabhi upar wale form me bhare the.1. ab aapke pas verify karne ke 2 option hai ek SMS ka ek CALL ka aapke liye SMS wala option hi behtar hai.

Ab Continue ke button par click kar dijiye.

Step 3..

Continue par click karne ke bad aapke mobile number par ek massage aayega us massage me kuch password honge jinhe aapko is form me bharna hai.

Note: aapko ye password 15 minitke ander hi verify karne hai warna aapka account expire ho jayega)<

enter verify code

  1. Aapke pas jo sms aaya hai usme diye gaye passward yaha dal dijiye.
  2. Ab Continue wale button par click kar dijiye.

Step 4:

Ab jo form open hoga usme aapse google par profile banane ke liye pucha jayega aap chahe to profile bana skte hai.
Magar abhi hum gmail accont par kam kar rahe hai to No Thanks par click kar dijiye..

Aapke No Thanks par click karte hi ek bar fir ek page open hoga aap niche screenshot dekh sakte hai.

get gmail

Is page me aapka walcome kiya jayega kyuki aapne pahli bar gmail par account banaya hai..

  1. page me aapko Get Start button par click karna hai.

gmail inbox

Bas aapka kam khatm ho gaya is tarh aapka gmail account ban gaya hai. Ab aap jab chahe Gmail.com website par jakar log in kar sakte hai aapko bas itna karna hai aapka jo username or password hai wo is website me dalna hai or aapka account aapke open ho jayega..

No comments:

TRENDING POST