A2Z ONLINE SERVICES PVT. LTD. PRESENTS 75% OFF ON EVERY PRODUCT (PARTNERSHIP WITH AMAZON) T&C APPLY.

NOTIFICATION

WELCOME TO OUR WEBSITE HERE IS ALL TYPES OF MOD APPLICATION OR GAME FOR FREE, (BC FOR PUBG LITE IS PURCHGED ON CHEAF RATE WITH NO RISK FULLY TRUSTED) 18+ ADULT CONTENET IS HERE SO ONLY ADULT CLICK ON 18+ CONTENT AREA

Sep 25, 2020

Web Hosting क्या है और ब्लॉक के लिए हॉस्टल कैसे खरीदें?

Web Hosting क्या है और ब्लॉक के लिए हॉस्टल कैसे खरीदें?

Web hosting kya hai or mai hosting kaha se kaise kharid sakta hu" Is sawal ka jawab lagbhag har koi janna chahata hai. Web hostibg service aakhir hai kya or website banane ke liye hosting ki jarurat kyu padti hai. WordPress par blog banane ke liye hosting kyu jaruri hai. Agar aap in sabhi sawalo ke jawab janna chahate ho to is post ko carefully padhiye. Achi jankari milegi.

ब्लॉग को Yandex Webmaster Tools में सबमिट कैसे करते हैं?


Website  or blog dono ko chalane ke liye hosting ki jarurat padti hai. Is post me mai aapko iske bare me details se bta raha hu ki hosting kya hai or ye kaam kaise karti hai. Website blog ke lie hosting ki jarurat kyo padti hai....

Sabse pahle hum janenge ki internet kya hai or ye kaam kaise karti hai. Kyuk internet ko janne ke bad aapko web hosting bhi ache se samajh aa jayegi.

Internet duniya bhar me mojud ek dusre se jude huye computers ka jaal hai. Internet ka matlab hota hai ek dusre ke sath judna. Jab aap kisi dusre computer users ke sath apne computwer me se information ya data recieve or transfer karte ho to aap dono ka aapas me ek chota sa network ban jata hai. Ise hum internet kah sakte hai. Isi tarah aap do mobile ko bhi connect karoge to wo bhi internet ka hi bhag kahlayega...

Aaj internet ne itni tarakki kar li hai ki duniya bhar me itne sare computers ek dusre se jude huye hai ki jinki hum ginti bhi nahi kar sakte. Isi liye internet ko ek jaal bhi kaha jata hai. Wese hum dusre user ke computer ki information dekh nahi sakte the kyuki sabki personal information secure hoti hai. But agar aapki marzi ho to koi bhi aapki information dekh sakta hai.

Aaj iske liye bahut se software ban gaye hai. Jinse hum dusre computer ki details dekhne ke sath us par kaam bhi kar sakte hai or koi bhi software problem ko solve kar sakte hai. Shayad aapne iske bare me suna bhi hoga ki hum kisi or ke PC ko aspne pc se repair kar sakte hai.

To ab aapko ye to pata chal gaya hoga ki online ek dusre computers ko connect karna hi internet hai. Ab main sawal web hosting ke bare me bat karte hai..

Web 

Hosting Kya Hai Aur Hosting Kaha Se Kaise Kharide Ki Hindi Jankari

Web hosting ek aysi service hai jo humari websites ki organizations and individuals information (post and pages) ko internet par allow karti hai. Website ko internet par chalane (view) karne ke liye ek web host ya web hosting provider ki jarurat padti hai. Jo humari site ki posts or page ko internet par show karta hai.

Ab jo humari website ko internet par show karta hai wo koi inshan nahi baliki ek aysa computer hota hai jo 24x7 yani humesha chalu rahta hai. Is computer me  humari site ka data stored or hosted rahta hai. Jab bhi koi humari site ko open karta hai to ye computer humari site ke content ko user ke samne uske computer me open karta hai. Is computer ko hi server kahte hai. Or ye users tak data pahuchane ka kaam jitna tej karta hai use server speed kahte hai.

Jab koi user aapki website par koi jankari padhna chahata hai to wo us jankari ka address yani URL apne computer me internet browser me open karta hai. Users ke aapki site ke url ke open karte hi uska computer aapki site ke server ko iski notification bhejta hai or aapka server ise suchna ko padh kar use wo janakri uplabd karata hai jiska usne link open kiya tha. Ye kaam itni jald hota hai ki hum palak bhi nahi jhapka sakte.

Bahut si hosting company apne domain ke sath hosting dena pasand karti hai. But agar aapke pas pahle se domain hai to aap hostibg server se domain ka DNS address connect kar dono ko ek sath jod sakte ho.

To friends ab aap jan gaye honge ki web hosting kya hai or ye kaam kaise karti hai. Yani humari website ka all data hosting company ke pas save rahta hai. Or hum jab hum site ko pen karte hai to hosting server aapko wohi page dikhata hai jo aap dekhna chahate ho..

Kya Mai Apne Personal Computer Me Apni Website Ko Host Kar Sakta Hu?


Yes, Bilkul kar sakte ho. But iske liye aapko website banane ki puri jankari aani chahiye. Or aap isme expert hone chahiye.

  • Aapko pata hona chahiye ki world wide web yani www kaise kaam karta hai. Or ww software internet users ko websites ki file s dekhne ke liye kis tarah work karta hai.
  • Aapke pas comuter ka itna bada jal hona chahiye. Jisse aap website ko acha or jyada bandwidth provide kar sako or apni website ke sabh idata ko control kar sako.
  • Aap computer jal har time chalu rahna chahiye jo 24*7 work kare or kabhi band na ho. Jis time aapka computer band ho jayega us waqt aapki site bhi band ho jayegi. My means internet par open nahi hogi.Agar aapke ghar apr slow connection hai to aap ye bilkul nahi kar sakte .Aapke pas iske liye humesha chalane wala bharoshemand intwernet connction chahiye.
  • Sabse important bat aapko iska acha experience hona chahiye. Jisse aap kahi patr galati nahi kar baithe.

Agar aapke pas ye sab suvidha hai t oaap khud ke hi computer apni website host kar sakte ho. But isme lakho rupees ka kharcha aayega. So aap isse acha 500 to 600 rupees per mont achi or sahi hosting le sakte ho..

Website Blog Ke Liye Hosting ki Jarurat Kyu Hoti Hai?

Upar btayi bato se aapko aasani se samajh aa gaya hoga ki web hosting kya hai or website ke liye kyu karurat padti hai. Agar nahi to don't worry mai aapko yaha aapki simple bhasha me web hosting ke bare me samajha deta hu.

  • Jis tarah aapko rahne ke liye ghar ki jarurat padti hai same wese hi website ka data store karne ke liye hosting ki jarurat padti hai.
  • Web hosting Memory Card ki tarah hoti hai jisme hum apni site ka all data host kar sakte hai. Wese hijaise hum meory card me apne videos, music or movies ko store karte hai.
  • Website ko host karne ke liye humare pas puri suvidha uplabad nahi ho sakti hai. Isliye hume dusri companies se hosting leni padti hai.
  • Agar kinhi karano se humari site delete ho jaye to hume hosting site par uska backup mil sakta hai.
  • Starting ke aapki site par jyada traffic nahi hota hai. So ayse mai aap kam paiso me hoasting kharid kar apni site banaye to aapko fayda hoga.

To ab aapko web hosting ke bare me to sabkuch samajh aa gaya hoga. So ab hum bat karte hai ki hositng kaha se or kaise kharide....

Hosting Kaha Se Kaise or Konsi Comapny Se Kharide

Jis website par se hum hosting kharidte hai. Us par humari site host hoti hai or humari iste ka server wohi hota hai. Is server par hum apne hisab se kitni bhi jagah kharid sakte hai. Ye jagah MB, GB me mapi jati hai.

Mai aapko suggest karunga ki aap unlimited bandwidth or unlimited storage wali hosting hi kharide. Jisse aapko future me koi problem na ho. Or sabse bad jab aapki site par jyada reader aate hai to kam bandwidth hone par humari site slow pad jati hai. Isiliye unlimited plan hi choose kare.

Jin company ke pas 24x7 support or website ko host karne ki puri suvdha hoti hai. Wo hume sal ke hisab se kuch charge par hosting provide karti hai. Isse un comapnies ko bhi benefit milta hai or hume bhi kam paiso me hosting mil jati hai.

Internet par web hosting provide karne wali bahut sari companies hai. But kuch hi hai jo real hume hume better service provide karti hai.  Examply hostgator or bluehost sabse jyada popular or behtar service dene wali hosting companies hai. Or sabse achi bat ye full time active  rahti hai.

Yaha mai aapko kuch tips bta raha hu jinhe follow karke hi aap kisi company se hosting kharide:-

  1. 24x7 Support: Aap jis comany se hosting kharid rahe ho wo s4x7 support karti ho.
  2. Customer Care: Hosting website par customer care aapki language support karta ho. Jaise aapko kabhi koi problem ho t oaap customer care me call kar help le sako.
  3. Disk Space: Aapko kam paiso me achi hosting mil rahi ho. Jaise unlimite storage, unlimited bandwidth, unlimited domain or unlimited email address.
  4. Better Service: Hositng wali site better service provide kati ho. Is time hostgator or bluehost sabse better hai.
  5. Up Time: Aapko hosting company se achi speed mil rahi ho. Yani aapki website fast loading ho or teji se open ho.

Iske alawa aapko jis company se behtar sewrvice mile aap usi se hosting kharide. Agar aap mujhse iske bare me puchoge to mai aapko hostgator ya bluehost ke liye suggest karunga. Meri pasandida web hosting provide karne wali company ye hai..

hai.

  • Hostgator india
  • Bluehost india
  • Godaddy
  • Hostgator.com
  • Bluehost.com

Inke alawa bhi bahut si sites hai. But mai aapko inke liye isliye kah raha hu kyuki ye sabse jyada popular hai or better services provide karti hai.

Finaly, Agar aapke pas web hosting ke bare me koi or jankari ho to aap commemts me apni information share kar sakte hai or humare readers ki help kar sakte hai....

By the way, Agar aapka is post se related koi sawal ho to aap comment me puch sakte ho but comment me post ke bare me 2 lines likhna na bhoole.

Agar aapko web hosting ke bare me ye jankar iachi lage to ise social media par other blogger ke sath share jarur kare....

No comments:

TRENDING POST